Custom Software Development

Vibe Coding Se Website Banayi… Launch Pe CRASH? 5 Wajah + Fix (Hindi)

07 Oct 2026 · 3:04 · YouTube

AI se 1 ghante mein website ban jaati hai… par launch ke din crash kyun hoti hai?
Is video mein vibe coding ki 5 sabse common galtiyan aur unka simple fix — business owners ke liye.

Aapki website bhi AI se bani hai? Comment mein likho kya problem aa rahi hai.
Part 2 — JWT, .env aur 6 security basics: youtu.be/yeLPv1ZmUEA
Website ko production-ready banana hai? auraautomation.site

Is video mein: Vibe coding se website banayi aur launch pe crash ho gayi? 5 wajah aur unka fix — AI se website banane walon ke liye.
इस वीडियो में: एआई से बनी वेबसाइट लॉन्च पर क्यों क्रैश होती है — 5 कारण और समाधान।
In this video: Five reasons vibe-coded websites crash at launch and how to fix each one.

Chapters

  • Launch ke din crash!
  • Wajah 1: Laptop pe perfect, real mein fail
  • Wajah 2: Launch day traffic
  • Wajah 3: API key leak (paisa bhi jaata hai)
  • Wajah 4: Ek theek, doosra toota
  • Wajah 5: Packages
  • Launch se pehle 5-point checklist
  • Kya vibe coding bekaar hai?
  • Aapka sawaal

More videos

All videos