Website Development

Vibe Coding Karte Ho? JWT,.env Pata Hai? 6 Security Basics Jo Har AI App Mein Chahiye (Hindi)

07 Oct 2026 · 2:57 · YouTube

AI se app ban gaya, login aur payment bhi chal raha hai… par safe hai?
Is video mein 6 security basics, bilkul simple bhasha mein — har vibe coder aur business owner ke liye.

Part 1 — Vibe coding se website crash kyun hoti hai: youtu.be/kMkkFc5me5c
Security review chahiye? auraautomation.site

Is video mein: Vibe coding se app banaya? JWT, .env, API key, password hashing jaise 6 security basics jo har AI app me hone chahiye.
इस वीडियो में: एआई से बने ऐप के लिए 6 जरूरी सुरक्षा बेसिक्स — जेडब्ल्यूटी, .env और पासवर्ड हैशिंग।
In this video: Six security basics every vibe-coded AI app needs, including JWT, .env secrets and password hashing.

Chapters

  • App chal raha hai… par safe hai?
  • 1/6 .env — aapki tijori
  • 2/6 JWT — ID card hai, locker nahi
  • 3/6 Password hash
  • 4/6 Authorization (sabse common galti)
  • 5/6 Input check
  • 6/6 Rate limit
  • Launch se pehle kya karein?
  • Aapka sawaal

More videos

All videos