Website Development

AI Se App Banaya… Cloud Ka Bill ₹40,000?! 5 Jagah Paisa Leak Hota Hai (Hindi)

11 Oct 2026 · 2:58 · YouTube

AI se app banaya, sirf 50 users… aur cloud ka bill ₹40,000 aa gaya? Blinkit se bada server nahi, 5 chhoti galtiyan hain jo paisa chupke se leak karti hain.
Is video mein: khaali bada server, AI API ka token khel, bhoole hue resources, data transfer, database/logs — aur wo 2 alerts jo bill ko ₹2,000 pe rok dete hain.

Part 1 — Vibe coding se website crash kyun hoti hai: youtu.be/kMkkFc5me5c
Part 2 — JWT, .env aur 6 security basics: youtu.be/yeLPv1ZmUEA
Checklist + polls — Instagram channel: instagram.com/channel/MtYfN-khP3BXk5SR/
Setup cost-proof karwana hai? auraautomation.site

Numbers ek example scenario hain, kisi company ka asli bill nahi.

Is video mein: AI se app banaya aur cloud ka bill ₹40,000 aa gaya? Wo 5 jagah jahan paisa leak hota hai aur cloud cost kaise kam kare.
इस वीडियो में: क्लाउड बिल अचानक क्यों बढ़ता है और खर्च कम करने के 5 तरीके।
In this video: Five places your cloud bill leaks money in AI apps and how to cut hosting costs.

Chapters

  • 50 users, bill ₹40,000!
  • Leak 1: Khaali bada server
  • Leak 2: AI API aur bug loop
  • Leak 3: Bhoole hue resources
  • Leak 4: Data transfer
  • Leak 5: Database aur logs
  • Budget alert + API limit
  • Cloud = bijli ka meter
  • Aapka bill kitna?

More videos

All videos